sapne me jo ki woh baat yaad aati hia
khuda se ki meri har fariyaad aati hai
sirf tere sang jivan mehekta tha mera
tere saath bitaye pal yaad aate hai
suraj ki kiran se ujala aata hai jivan me
chandni tale ki hui baate yaad aati hai
kis se kahu mere jivan ki vedna ab
jane anjaane kiye gunaah yad aate hai
pehchaan na saka tere pyar ko “dhaval”
ashko se bhigi woh teri palke yaad aati hai


