Dard Bhari Shayari SMS

Pane se khone ka maza aur hai
Band aankho se dekhne ka maza kuch aur hai
Aansu bane lafz aur lafz bane gazal
Teri yaado ke saath jine ka maza kuch aur hai…

Pane se khone ka maza aur hai
Band aankho se dekhne ka maza kuch aur hai
Aansu bane lafz aur lafz bane gazal
Teri yaado ke saath jine ka maza kuch aur hai…

Nahin jo dil mein jagah to nazar mein rahane do
Meri hayaat ko to apane asar mein rahane do
Main apni soch ko teri gali mein chhod aayi
Mere wazood ko khwabon ke ghar mein rahane do…

Kehte hai pyaar ki seema nahi hoti
Yeh toh dhoka hai jo sab kehte hai
Pyaar ki seema honi chaiye
Taki koi dil kisi aur dil ka na ho jaye…

Dard ki mehfil me ek sher hum bhi aarz kiya karte hai
Na kisi se marham Na duaon ki Ummed kiya karte hai
kayi chehre lekar log yaha jiya karte hai
hum in aasunao ko ek chehre ke liye peeya karte hai…

Aaj phir teri yaad aayi barish ko dekh kar
Dil pe zor na raha apni bebasi ko dekh kar
Roye is qadar teri yaar me
Kay barish bi thum gai meri Ashqo ki barish dekh kar…

Yaado Mein Teri Tanha Baithe Hain
Tere Bina Labon Ki Hasi Gawa Baithe Hain
Teri Duniya Mein Andhera Na Ho
Isliye Khud Ka Dil Jala Baihte Hain…

Toot Jate hain Bikhar Jate hain
Kaanch Ke Ghar Hain Muqaddar Apne
Ajnabi To Sada Pyar Se Milte Hain
Bhool Jate Hain To Aksar Apne..

Pyar Karna Koi Gunah Nahi Hota
Pyar Se Pyara Koi Jazba Nahi hota
Pyar Ka Rishta Is Liye Chupana Padta Hai
Kyun Ke Sacha Pyar Logo Se Bardasht Nahi Hota…

Aaj barish me tere sang nahana hai,
Sapna ye mera kitna suhana hai.
Barish ki bunde tere hotho pe gire,
Un katro ko apne hotho se uthana hai…

Dil Ke Paas Aapka Ghar Bana Liya
Khwabo Me Aapko Basa Liya
Mat Puchho Kitna Chahte Hai Hum Aapko
Aapki Har Khata Ko Apna Mukaddar Bana Liya..