Teray baghair kabhi chain say bassar na hui
Yeh aur baat hai is ki tujhay habbar na hui
Main kehkashaa main bhi tujhay talaash kar laita
Yeh kehkashaa maggar teri rehguzar na hui
Bara ajeeb tha teray dayyar ka raasta k
Chandani bhi meri hamsafar na hui…


